Announcement

Collapse
No announcement yet.

Hadith

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hadith

    Huzoor (salallahu‘alaihe wasallam) ne farmaya: “Jo shaqs Allah se 3 martaba jannat mange (iske haq mai) Jannat kehti hai ya Allah! Ise Jannat mai daqil farma” aur jo shaqs 3 martaba Aag se panah maange (is ke haq mai) Aag kehti hai, “Ya Allah! Ise Aag se bachale.” (IBNE MAJAA)

    And offer Tahajjud (a prayer preferably in the later part of the night after waking up from sleep) in some portion of the night, this is specially for you in addition. It is near that your Lord may make you stand at a place where all should praise you.

    Hazrat Abu Huraira (raziallahu anhu ) riwayat kartay hai ke Rasool Allah Sallallaahu 'Alaihi Wasallam ne irshad farmaya ALLAH tala farmata hai ke mai banday ki sath hota hun jab wo mera zikr karta hai aur us ke lab meray zikr ke lye harkat karte hai. ( Hadees )
    Hazrat Abdullah Bin Masoud Raziallahu anhu se marvi hai ke ek Shaqs ne Huzur Sallallahu Alyhi Wasallam ki khidmat mai arz kiya , Ya Rasulullah ( Sallallahu Alyhi Wasallam ) ! mujhe ye kaise maloom ho ke maine accha kiya ya bura kiya Sarkare Madina ( Sallallahu Alyhi Wasallam ) ne farmaya , jab tum apne padosiyun ko ye kahte suno ke tum ne accha kiya to beshak tum ne accha kiya aur jab ye kahte suno ke tum ne bura kiya to beshak tumne bura kiya . ( Ibn Maja )









    Last edited by Naqshbandi; 03-06-2010, 06:34 PM.

  • #2
    Subhanallah humay kitne mokay hai us aag say bachnay ke us jannat mein janay k lekin hum hi guneghar hai bewakoof hai k in moko ko deakh nahi patay
    “The soul would have no rainbow had the eyes no tears.”

    Comment


    • #3
      jazaqallah

      Our Lord! grant us good in this world

      and good in the hereafter,
      and save us from the chastisement of the fire


      Comment


      • #4
        subhanAllah

        may Allah subhanwataala save us from da fire of hell
        میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا

        جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے

        http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html

        Comment


        • #5
          Hadrat Anas Radi ALLAH Taala Anhu reported that the Messenger of Allah Peace And Blessings Be Upon Him has said, “Everything has a heart, and the heart of the Qur’an is Yasin. Allah records anyone who recites Yasin as having recited the Qur’an ten times.”
          [Sunan Tirmidhi, Vol 2, Page 116 - Sunan Daarimi, Vol 2, Page 336]

          Comment

          Working...
          X