Announcement

Collapse
No announcement yet.

Share ur Fav Iqbal's Stanza!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Share ur Fav Iqbal's Stanza!!


    In This Activity...Share the Stanzas of Allama Iqbal which You Like the Most...!!!

    My Fav is..

    "Tu Dil me To aata Hy, Smajh me nahi aata,
    Bus Jaan gya Me, Teri Pehchaan Yhi Hy...!!"

    So Lets Start!!










  • #2
    walikumsalaam

    very good thread
    i am not good in potery
    Allah iqbal is my fav poet
    insha Allah I WILL see and will try to share some
    میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا

    جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے

    http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html

    Comment


    • #3
      Very Good thread Sis...
      Jub Dam-e-wapasi ho Ya-Allah
      Samne ho Jalwa-e-Mustafa
      Lub pe Ho
      LA ILAHA ILLALLAH MUHAMMEDOUR RASOOLULLAH

      Comment


      • #4
        Originally posted by fayaz.hs View Post
        Very Good thread Sis...
        But U didnt Share Stanza!!









        Comment


        • #5
          Insha allah soon i will share
          میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا

          جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے

          http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html

          Comment


          • #6
            جس ميں نہ ہو انقلاب ، موت ہے وہ زندگي
            روح امم کي حيات کشمکش انقلاب
            میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا

            جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے

            http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html

            Comment


            • #7
              sitaron se age jahan aur bhi hain
              abhi ishq k imtihan aur bhi hain

              tahi zindagi se nahin ye fazayen
              yahan saikaron karawan aur bhi hain

              kanat na kar alam-e-rang-o-bu par
              chaman aur bhi, ashiyan aur bhi hain

              agar kho gaya ek nasheman to kya gam
              maqamat-e-ah-o-fugan aur bhi hain

              tu shahin hai parwaz hai kam tera
              tere samne asman aur bhi hain

              isi roz-o-shab mein ulajh kar na rah ja
              k tere zamin-o-makan aur bhi hain

              gae din k tanha tha main anjuman mein
              yahan ab mere razadan aur bhi hain
              میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا

              جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے

              http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html

              Comment


              • #8
                Originally posted by _knownothing_ View Post
                sitaron se age jahan aur bhi hain
                abhi ishq k imtihan aur bhi hain

                tahi zindagi se nahin ye fazayen
                yahan saikaron karawan aur bhi hain

                kanat na kar alam-e-rang-o-bu par
                chaman aur bhi, ashiyan aur bhi hain

                agar kho gaya ek nasheman to kya gam
                maqamat-e-ah-o-fugan aur bhi hain

                tu shahin hai parwaz hai kam tera
                tere samne asman aur bhi hain

                isi roz-o-shab mein ulajh kar na rah ja
                k tere zamin-o-makan aur bhi hain

                gae din k tanha tha main anjuman mein
                yahan ab mere razadan aur bhi hain

                Thanks 2 share sis ye mjhe bhi bht pasand hy....









                Comment


                • #9
                  now sumthing form ur side
                  میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا

                  جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے

                  http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html

                  Comment


                  • #10
                    Majnoon nay sheher chora, tu Sehraa bhi chor day
                    Nizaray ki hawas ho tu Laila bhi chor day

                    Wa'az! kamal-e-tarq se milti hai yaan muraad
                    Duniya jo chor dii hai to uqbaa bhi chor day

                    Taqleed ki rawish se tu behtar hai Khud-Kushi
                    Rasta bhi dhoond, Hizar ka soda bhi chor day

                    Mannand-e-Khama Teri zuban per hai harf-e-gair
                    Begana Shay pe Nazish-e-Bejaa bhi chor day

                    Lutaf-e-Qalaam kya je naa ho dil mein DARD-e-ISHQ
                    Bismil nahe hai tu to Tarapna bhi chor day

                    Shabnam ki tarah pholoon pe ro, aur chaman se Chal
                    Iss Baagh mein Qyaam ka soda bhi chor day

                    Acha hai dil kay pass rahay pasbanay Aqal
                    Lakin kabhi kabhi issay tanha bhi chor day

                    Hai Ashiquee mein rasam alag sab se bethna
                    But-Khana bhi, Haram bhi, Kaleesa bhi chor day









                    Comment


                    • #11
                      its difficult sis
                      میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا

                      جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے

                      http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html

                      Comment


                      • #12
                        jiska amal ho be gharaz uski jaza kuch aur ha
                        hoor-o-khayam se guzr baada-o- jam se guzar

                        Khuda k aashiq tu hain hazaaron
                        bano me phirty hain maary maary
                        me uska banda banon ga jisko
                        khuda k bandon se piyar ho ga

                        ye dour apny Brahim ki talash me ha
                        sanam kadaa ha jahaan Lailaha ilAllah

                        Agarcha butt ha jam'at ki asteenon me
                        mujhy ha hukm-e- azaan Lailaha ilAllah
                        sigpic
                        ایک ھوں مسلم حرم کی پاسبانی کے لیے
                        نیل کے سا حل سے لے کرتابخاکِ کاشغر

                        Comment


                        • #13
                          Be ashmed of ur slef if you demand a jewel from the inheritance of your father there is no pleasure in the world like digginging it out the jewels form a mine , with one's own arm
                          Allama Muhammad Iqbal
                          میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا

                          جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے

                          http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html

                          Comment

                          Working...
                          X