Announcement

Collapse
No announcement yet.

Shab-e-Mairaj ka Nawafil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Shab-e-Mairaj ka Nawafil

    :

    Shab-e-Mairaj.. wo shab.......... k jis mein Nabi Eleh Sallato Wassalam ki Allah SWT se mulaqat hoi.... wo shab k jis mein Aqa Elehe Salato Wasalam ko Maiaraj mili.. wo rat. k jis mein Unhin pichli ummato ka hal dikhaya gaya.. or apni Ummat k mustaqbil ki khaber di gai................ wo mubarak shab..... k jis mein ik tuhfa-e-Namaz inayat kiya gaya..................k Ummat-e-Mohammadi us raat ki kafiat kisi had tak is ibadat mein pa le........ k yeh to Wisl-e-Khaliq ka ik zareyia hi hey........ !

    Shab-e-Miraj k leay kuch nawafil hein... wo aap sab k sath share kerna chah rahi hoon...........

    Hadith Nabvi () hey k........................!

    jo shakhs is rat 12 nafal is tarteeb se parhey k.............. her 2 nafal k bad yeh 3 tasbeehat parhey:

    1) SUBHANALLAH-E-WALHUMDOLLILLAH-E-WALLAHUKABER

    100 times

    2) DOROOD SHAREEF

    100 times

    3) ASTAGHFAAR

    100 times

    or phir agley din yanee k 27 rajab ka roza rakhey... to Allah SWT us k tamam gunah maaf ferma detey hein..............or aftar k waqt wo jo b dua mangey ga.... us ki wo dua qubool ho gi

    ALlah SWT hum sab ko yeh amal kerney ki tuafeeq ata farmaein... Ameen Sum Ameen.

    plz apni duaon mein mujhey b yaad rakheay ga.............
    My dear ALLAH when I loose hope, Help me to remember that, your love is greater than my disappointments & your plans For my life are better than my dreams..

  • #2
    jazakAllah
    Ye sab Tumhara karam hai Aqqa ki baat ab tak bani hui hai
    sigpic

    Comment

    • #3
      Hadrat Anas Radi ALLAH Taala Anhu reported that the Messenger of Allah Peace And Blessings Be Upon Him has said, “Everything has a heart, and the heart of the Qur’an is Yasin. Allah records anyone who recites Yasin as having recited the Qur’an ten times.”
      [Sunan Tirmidhi, Vol 2, Page 116 - Sunan Daarimi, Vol 2, Page 336]

      Comment

      • #4
        ref required

        walaikum salam, Jazak Allah, can you plase give me this hadees reference bcoz some one asked me such difficult questions thats answer is available in your thread but no reference mentioned,
        an earlier response will be appreciated .

        plz reply me at xaahil344@gmail.com

        regards
        malik

        Originally posted by expert View Post

        Working...
        X