Announcement

Collapse
No announcement yet.

Hadith

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hadith

    Hazrat Abu Hurairah Raziallahu Taala Anhu Ne Bayan kiya ke Rasool Allah Sallallahu Alayhi Wasallam ne Farmaya, “ tum mai se kisi ke paas Saitaan aata hai aur tumhare dil mai pahle to ye sawal paida karta hai ke fala cheez kis ne paida ki , fala cheez kis ne paida ki ? aur aakhir mai baat yahan tak pahuchata hai ke khud tumhare rab ko kisne paida kiya ? jab kisi shaqs ko aisa waswasa dale to usse Allah se panah mangni chahiye ’ aur shaitani khayal ko chorr de . ( Sahih Bukhari and Muslim Volume 1 Hadith no. 82 )





    Hadees-e-Mubarak mai Allah ke Rasool Sallallahu Alayhi Wasallam ne irshad farmaya hai ke “Jo koi banda kuch bhi khaane peene ke baad ALHAMDULLILAH KAH KAR EK MARTABA SURAH-E-IKHLAS Yaani ( Qul huwa allahu ahad ) ko ek martaba padega uske ghar me rizq ki kushadgi hogi aur us ghar mai koi kabhi faaqha na hoga...Aur jab tak woh khaana uske pait mai maujood rahega...us khaane ka ek ek daana Allah ka zikr karta rahega jiski barkat se uska chehra munnawwar rahega” Huzur Sallallahu Alayhi Wasallam ka irshad hai ke wo shaqs aabad rahega jo hadees sunkar dusro tak pahunchae…Allah tala hum sab ko rahe jannat par chalae…Aameen




    Hazrat Maaz bin jabal Raziallahu Taala Anhu farmate hai ke maine Rasool Allah Sallallahu Alahyi Wasallam ko ye irshad farmate hoye suna : jo shaqs Allah Taa’la se is haal mai mile ke wo unke sath kisi ko Shareek na karta ho’ pancho waqt ki Namaz padhta ho aur Ramzan ke Roze rakhta ho uski Maghfirat kar di jaigi. ( Musnad Ahmad )

  • #2
    thanks for share brother

    Comment


    • #3

      Comment


      • #4
        both of you welcome

        Comment


        • #5
          Hadrat Anas Radi ALLAH Taala Anhu reported that the Messenger of Allah Peace And Blessings Be Upon Him has said, “Everything has a heart, and the heart of the Qur’an is Yasin. Allah records anyone who recites Yasin as having recited the Qur’an ten times.”
          [Sunan Tirmidhi, Vol 2, Page 116 - Sunan Daarimi, Vol 2, Page 336]

          Comment

          Working...
          X