Announcement

Collapse
No announcement yet.

Hadith........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hadith........

    Hazrat Abu Hurairah Raziallahu Anhu ne bayan kiya ke Rasool Allah Sallallahu Alayhi Wasallam ne farmaya jo koi Allah aur akhrat ke din par Imaan rakhta ho wo apne padosi ko takleef na pahuchaye aur jo koi Allah aur akhrat ke din par Imaan rakhta ho wo apne mahmaan ki izzat kare . aur jo koi Allah aur akhrat ke din par Imaan rakhta ho wo acchi baat zubaan se nikale warna khamosh rahe .



    Al-Quran:
    Kisi Aadmi Ke Liye Mumkin Nahi
    Ke ALLAH us Se Baat Karey
    Mager Wahee Ke Zerye Ya Perdeh Ke Peechey Se
    Ya Koi Farishta Bhejdey
    To Woh ALLAH Ke Hukm Se
    Jo ALLAH Chahey Woh Kahey
    Be-Shak Woh Buland-O-Berter Hai
    Hikmat Wala Hai

    Aur

    Usi Terha Hum Ne Apne Hukm Se
    Tumhari Taraf Rooh Ul Qudoos Ke Zerye
    Se Qur’an Bheja Hai
    Tum Na To Qur’an Ko Jaantey They

    Aur Na Iman Ko..
    (Al-Shaura, V#51,52)


    Jab Tum Namaz Nahi Padhte
    To Ye Mat Socho K Waqt Nahi Mila
    Balky Ye Socho Ke Tumse Aisi
    Konsi Khata Hoi Ke
    ALLAH Ne Tumhy Apne Samney
    Khara Karna Bhi Pasand Nahi Kia




  • #2
    jazakAllah brother
    میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا

    جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے

    http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html

    Comment


    • #3
      JazakAllah
      Jub Dam-e-wapasi ho Ya-Allah
      Samne ho Jalwa-e-Mustafa
      Lub pe Ho
      LA ILAHA ILLALLAH MUHAMMEDOUR RASOOLULLAH

      Comment


      • #4

        Comment


        • #5
          subhan Allah


          great posting
          sigpicNever say “HI” instead
          say ASSALAM-O-ALAIKUM
          Never say “BYE” instead
          say “ALLAH HAFIZ”.
          Do not ignore your reality, u r MUSLIM

          Comment


          • #6
            jazaqallah

            Our Lord! grant us good in this world

            and good in the hereafter,
            and save us from the chastisement of the fire


            Comment


            • #7
              welcome everyone.. may allah bless you all

              Comment


              • #8
                jazakAllah
                sigpic

                Comment


                • #9
                  welcome brother

                  Comment


                  • #10
                    Hadrat Anas Radi ALLAH Taala Anhu reported that the Messenger of Allah Peace And Blessings Be Upon Him has said, “Everything has a heart, and the heart of the Qur’an is Yasin. Allah records anyone who recites Yasin as having recited the Qur’an ten times.”
                    [Sunan Tirmidhi, Vol 2, Page 116 - Sunan Daarimi, Vol 2, Page 336]

                    Comment

                    Working...
                    X