Announcement

Collapse
No announcement yet.

Hadith: Dhul Hajj ke 10 dinon mein ziyada se Ziyada Ibadat karo kyunki.....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hadith: Dhul Hajj ke 10 dinon mein ziyada se Ziyada Ibadat karo kyunki.....

    Hadith: Dhul Hajj ke 10 dinon mein ziyada se Ziyada Ibadat karo kyunki.....Urdu Translation:Ibn Abbas Radi allaho anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallaho Alaihey Wasallam ne farmaya in dino(Dhul Hijja ke shuru ke 10 din) ke amal se ziyada kisi bhi dino ke amal ki fazilat nahi. logon ne pucha aur jihad mein bhi nahi ? Aap sallallaho alaihey wasallam ne farmaya haan jihad mein bhi nahi siwa us shaksh ke jo apni jaan aur maal khatrey mein daal kar nikla aur wapas aaya to saath kuch bhi na laya. Sahih Bukhari, 969English Translation:Narrated Ibn Abbas Radi allaho anhuma : The Prophet sallallaho alaihey wasallam said, "No good deeds done on other days are superior to those done on these (first ten days of Dhul Hijja)." Then some companions of the Prophet sallallaho alaihey wasallam said, "Not even Jihad?" He replied, "Not even Jihad, except that of a man who does it by putting himself and his property in danger (for Allah's sake) and does not return with any of those things." Sahih Bukhari, Book 15, Hadith 86

  • #2
    Jazakallah

    Comment


    • #3
      Hadrat Anas Radi ALLAH Taala Anhu reported that the Messenger of Allah Peace And Blessings Be Upon Him has said, “Everything has a heart, and the heart of the Qur’an is Yasin. Allah records anyone who recites Yasin as having recited the Qur’an ten times.”
      [Sunan Tirmidhi, Vol 2, Page 116 - Sunan Daarimi, Vol 2, Page 336]

      Comment

      Working...
      X