Hadith : 10 shaksh Jinhe jannat ki Guarantee mil gayee
Sa'id ibn Zayd Radi Allaho Anho se rivayat hai ki Mainey Rasoollallah Sallallaho Alaihey Wasallam se suna hai 10 Shakhsh jannati hain:
1. Nabee Sallallaho alaihey wasallam Jannati hain,
2. AbuBakr jannati hain,
3. Umar jannati hain,
4. Uthman jannati hain,
5. Ali jannati hain,
6. Talhah jannati hain,
7. Az-Zubayr ibn al-Awwam jannati hain,
8. Sa'd ibn Malik jannati hain,
9. AbdurRahman ibn Awf jannati hai, (Radi Allaho Anhuma)
Agar tum chaho to main daswey (10 no.) ka naam bhi le lu, logon ne kaha ki wo kaun hai, wo kamosh rahey phir logon ne kaha ki wo kaun hai, tab unhoney kaha ki wo
10. Said Ibn Zayd hain.
Abu Dawud, 1224

Comment