Announcement

Collapse
No announcement yet.

Hadith: Sadqa kiya karo is sey pahley ki wo waqt aa jaye jab Sadqa lene wala koi nahi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hadith: Sadqa kiya karo is sey pahley ki wo waqt aa jaye jab Sadqa lene wala koi nahi









    Urdu Translation:
    Haritha bin Wahab radi allaho anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Sadqa karo ek aisa zamana bhi tum par aaney wala hai jab ek shaksh apney maal ka sadqa lekar niklega aur koi usey Qubul karney wala nahi payega jiskey pass sadqa lekar jayega wo ye jawab dega ki agar tum kal usey laye hotey to main Qubul kar leta Aaj to mujhe uski jarurat nahi
    Sahih Bukhari , 1411



    English Translation:
    Narrated Haritha bin Wahab Radi Allahu Anhu :I heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam saying, "O people! Give in charity as a time will come upon you when a person will wander about with his object of charity and will not find anybody to accept it, and one (who will be requested to take it) will say, "If you had brought it yesterday, would have taken it, but to-day I am not in need of it."
    Sahih Bukhari, Volume 2, Book 24, Number 492:



    Join Quran hadith Group on facebook


    Allahumma Salley ala Mohammed Wa Aal-e-Mohammed (Sallallaho Alaihey Wasallam)

    If you are Receiving this email as a forwarded message, then click here to join this group
Working...
X