subhanAllah beautiful............
Hadhrat Umar (Radhiallaahu Anhu) narrates that the holy Prophet () said: “Not a single prayer (supplication) made by a fasting person at the time of breaking fast (iftaar) is rejected.” [Ibn Majah]
subhanAllah beautiful............
میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا
جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے
http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html
iss k baarey mein kuj aor bee bata doon
Hazrat Musa (AS) ko ye sharf haasil tha keh Aap (AS) ALlah Taala se ham kalaam hotey thay .. ek daffa Aap (AS) ne Allah Taala se darayaft farmaya keh "YA Allah ! kia koi eisa bee haoga (ya koi eisey bee log hongay) jo mere se bee ziada AAP se kareeb hongay ya baat kar sakeingay"? Allah Taala ne javab diya keh "Haan, Muhammad () ek peighambar hongay aor unn ki ummat k log eisey hongay.... tumarey aor MEREY beech kalaam krtey vqt Sattar pardoan ka fasla hai, lekin Muhammad (
) ki ummat k logon aor MEREY beech roza iftar krtey vqt jab vo MUJH se dua maangey gay, uss vqt unn k aor MEREY beech kissi kissm ka koi faasla na haoga".
means keh roza iftar krtey vqt sadqey dil se ham log jo bee Allah Subhana Va Taala se dua maangeingay vo direct, baghair kissi khalal k Allah Taala tak poncheygee aor quboool haogee ... lekin iss k liye kuj sharayat bee hien .. ek toa jo ham dua maang rahey haon vo haqq sach baat ki hao (not immoral or non islamic) ... secondly dua krney se pehley hamein ye bee sochna chahiye keh jo roza ham ne Allah Taala k liye rakha uss ka sahi tareeqey se ehtaram bee kiya k nahi ... aor teesra ye keh uss vqt hamarey dil aor dimagh mein ye baat bee honi chahiye keh iss vqt hamarey aor Allah k beech mein koi medium hayal nahi hia ... ham iss vqt Allah Taala se dasti baat cheet kar rahey hien aor VOH sunn raha hia aor qubool kareyga jo bee maangeingay ....
so apney rozey ko bey intaha Khushoo aor Khuzooo aor bhar poor tareeqey se rakhein aor guzarein aor Allah hamari duyayein zuroor qubool farmaye ga
(iss narration mein jo kammi beshi hoa ussey mera Allah maaf kar dey ... AMEEN)
![]()
walikumslaam jazakAllah brother
studied part of it in lower classes
we are blessed ummah![]()
میں نےجو کیا وہ برا کیا،میں نے خود کو خود ہی تباہ کیا
جو تجھے پسند ہو میرے رب،مجھے اس ادا کی تلاش ہے
http://www.123muslim.com/discussion-...d-arround.html
Brakallah