Announcement

Collapse
No announcement yet.

hadith: Qurbani ki Dua

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • hadith: Qurbani ki Dua

    Hadith : Dua for Sacrifice or Slaughtering an Animal ( Qurbani ki Dua)
    Narrated Jabir ibn Abdullah Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam sacrificed two horned rams (sheep) which were white with black markings and had been castrated. When he made them face the qiblah, he said: I have turned my face towards Him. Who created the heavens and the earth, following Abraham's religion, the true in faith, and I am not one of the polytheists. My prayer, and my service of sacrifice, my life and my death are all for Allah, the Lord of the Universe, Who has no partner. That is what I was commanded to do, and I am one of the Muslims. O Allah it comes from Thee and is given to Thee from Muhammad and his people. In the name of Allah, and Allah is Most Great. He then made sacrifice.
    Sunan Abu Dawud, Book 15, Number 2789:
    Roman Urdu:
    Jabir bin Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Qurbani ke din do maindhey (sheep) seengon waley aur chitkabrey zabah farmaye, Zabah ke waqt aapney usko Qibla rukh kiya aur farmaya
    Main Apna rukh us zaat ki taraf karta hu jisney zameen aur aasman ki takhleeq farmayee aur ye ki main pure imaan ke saath Deen-e-Ibrahim par qayam hu aur main shirk karney walon mein se nahi hu aur bila shuba meri namaz aur meri tamam Ibadatein aur mera Jeena aur mera marna sab Allah-Rabbul-Aalameen ke liye hai jiska koi sharik nahi hai aur mujhe isi ka hukm diya gaya hai aur main hukm ki Ita;at karney walon mein se hu Eh Allah ye Qurbani teri hi Ata se hai aur teri hi raza ke liye hai, Muhammad ki taraf se aur uski Ummat ki taraf se Allah ke naam ke saath aur Allah sabse bada hai
    iskey baad Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne isko zabah farmaya
    Sunan Abu Dawud, Vol 2 1022

    -----------------------------------------------------------------------
    Dua for Sacrifice or Slaughtering an Animal ( Qurbani ki Dua)
    إني وَجَّهْتُ وَجْهِيَ لِلَّذِي فَطَرَ السَّمَأوَاتِ وَالأَرْضَ، على ملة إبراهيم حَنِيفًا وَمَا أَنَا مِنَ الْمُشْرِكِينَ
    , إِنَّ صَلاَتِي وَنُسُكِي وَمَحْيَايَ وَمَمَاتِي لِلهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ، لاَ شَرِيكَ لَهُ وَبِذَلِكَ أُمِرْتُ وَأَنَا مِنَ الْمُسْلِمِينَ
    , اللهم منك ولك عن................. , بسم الله والله أكبر
    Inni wajjahtu wajhiya lillazi fataras samawaati wal arda hanifaw wa maaa ana minal mushrikeen.
    Inna salaati wanusuki wa mahyaya wamamati lillahi rabbil a'lameen. La sharika lahu wabizaalika umirtu wa ana minal muslimeen. Allahumma minka walak. An ……………………… Bismillahi Allahu Akbar
    ( Note : After )An)عَنْ mention the name of the person in whose name the sacrifice is made)

    Click image for larger version

Name:	Qurbani3.jpg
Views:	1
Size:	72.0 KB
ID:	58928

  • #2
    Jazakallah

    Comment

    Working...
    X