Announcement

Collapse
No announcement yet.

hadith: Chaar tarah ke jaanwar Qurbani ke liye nahi lene chahiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • hadith: Chaar tarah ke jaanwar Qurbani ke liye nahi lene chahiye

    Click image for larger version

Name:	Qurbani1.jpg
Views:	1
Size:	77.0 KB
ID:	58927


    Bismillah irrahman nirrahim

    Hadith: Four Types of animals should be avoided in sacrifice
    ( Chaar tarah ke jaanwar Qurbani ke liye nahi lene chahiye )

    ... Narrated Al-Bara' ibn Azib Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said Four (types of animals) should be avoided in sacrifice: A One-eyed animal which has obviously lost the sight of one eye, a sick animal which is obviously sick, a lame animal which obviously limps and an animal with a broken leg with no marrow.
    Sunan Abu Dawud, Book 15, Number 2796:


    Narrated Utbah ibn AbdusSulami: The Apostle of Allah peace_be_upon_him has forbidden an animal (for sacrifice) whose ear has been uprooted so much so that its hole appears (outwardly), and an animal whose horn has broken from the root, and an animal which has totally lost the sight of its eye, and an animal which is so thin and weak that it cannot go with the herd,
    and an animal with a broken leg.
    Sunan Abu Dawud, Book 15, Number 2797:

    ----------------------------------
    Roman Urdu :
    Narrated Al-Bara' ibn Azib Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Qurbani ke liye chaar tarah ke jaanwar durast nahi hai ek wo jiska kaanapan ya bhaingapan bilkul zahir ho, dusra wo jo dekhney se hi beemar lagta ho, teesra wo jiska langdapan bilkul zahir ho, chotha wo jo budha aur bilkul kamjor ho jiski haddiyon mein Gooda na ho
    Sunan Abu Dawud, Vol 2 1029

    Utbah ibn AbdusSulami se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne un jaanwaron ki Qurbani se mana farmaya jiska kaan itna kata hua ho ki kaan ka surag nazar aaney lagey, jsika sing (horn) jad (root) se ukhad gaya ho, jiski aankhon ki beenayee jati rahi ho ( yani andha ho) aur jo beemari aur kamjori ki wajah se dusrey jaanwaron se saath na chal sakta ho aur jiska koi (paaw ka) adhu tut gaya ho
    Sunan Abu Dawud, Vol 2 1030




  • #2
    Jazakallah

    Comment


    • #3
      Jazaak Allahu khyr........
      Haiderium Qalandram Mastam
      Banda e Murtaza Ali Hastam
      Peshwa e tamam Rindanam
      Ke Sag e Koo e Sher e Yazdanam

      also visit www.aulia-e-hind.com for shrines across world

      Comment

      Working...
      X